Saturday, October 8, 2011

"Main Aur Meri Tanhaai" in the times of Economic Slowdown



Main aur meri tanhaai, 
Aksar yeh baatein karte hain. 
Tezi hoti toh aisa hota, 
Tezi hoti toh waisa hota. 
Hum yeh lete, hum woh lete. 
Hum is baat pe party lete, 
Hum us baat par treat dete. 
Main aur meri tanhai, 
Aksar yeh baatein karte hain. 
Yeh kahaan aa gaye hum... 
Yeh raat hai, ya mandi ka aanchal. 
Yeh mandi ka jhonka hai, ya kisi ne Sensex ko thoka hai. 
Yeh toofan ki hai awaaz, ya Broker-on ka rona hai. 
Yeh sochta hoon main kab se gumsum, 
Jab ki mujh ko bhi yeh khabar hai, ki tezi nahi hai kahin. 
Magar ye dil hai jo keh raha hai, tezi yahin hai, yahin kahin....

[ PS : Not my creation, got it as a forward ]

2 comments:

  1. nice post n a true heart touching one as ye hum sab ki dukh bhari kahaani hai :(
    Keep Posting :)

    ReplyDelete
  2. @ rashmi di -
    thanks a ton for the comment !! will try n keep posting !! :)

    ReplyDelete